Saturday 16 July 2016

Pyar Diwana Hota Hai Mastana Hota He Kishor Kumar Mp3 Audio



Pyar diwana hota hai mastana hota hain Har khushee se har gam se begana hota hain Shama kahe parawane se pare chala ja Meree tarah jal jayega yaha nahee aa Woh nahee sunata usako jal jana hota hain Rahe koyee sau parado me dare sharam se Najar ajee lakh churaye koyee sanam se Aa hee jata hain jis pe dil aana hota hain Suno kisee shayar ne yeh kaha bahot khub Mana kare duniya lekin mere mehbub Woh chhalak jata hai jo paimana hota hain

No comments:

Post a Comment