Saturday 16 July 2016

Dil Ibaadat Kar Raha Hai | Tum Mile Movie Audio Mp3 Song | KK Audio Mp3 Songs


Dil ibaadat kar raha hai, dhadakane meri sun Tujhako main kar loon haasil lagi hai yahin dhun Jindagi ki shaak se loon kuchh haseen pal main chun Tujhako main kar loon haasil lagi hai yahin dhun Dil ibaadat kar raha hai, dhadakane meri sun Tujhako main kar loon haasil lagi hai yahin dhun Jindagi ki shaak se loon kuchh haseen pal main chun Tujhako main kar loon haasil lagi hai yahin dhun Jo bhi jitane pal jiu, unhe tere sang jiu Jo bhi kal ho abb mera use tere sang jiu Jo bhi saansein main bharu unhe tere sang bharu Chaahe jo ho raasta use tere sang chalu Dil ibaadat kar raha hai, dhadakane meri sun Tujhako main kar loon haasil lagi hai yahin dhun (Mujhako de tu mit jaane abb khud se dil mil jaane Kyun hai itana faasala Lamahe yeh phir na aane inako tu na de jaane Tu mujhape khud ko de luta Tujhe tujhase tod loon kahin khud se jod loon Meri jismo jaan pe aa teri khushbu odh loon Jo bhi saansein main bharu unhe tere sang bharu Chaahe jo ho raasta use tere sang chalu Dil ibaadat kar raha hai dhadakane meri sun Tujhako main kar loon haasil lagi hai yahin dhun Baahon mein de bas jaane sine mein de chhup jaane Tujh bin main jaau toh kahaan Tujhase hai mujhako paane yaadon ke woh najraane Ik jinape hak ho bas mera Teri yaadon mein rahu tere khaabon mein jagu Mujhe dhundhein jab koyi teri aankhon mein milu Jo bhi saansein main bharu unhe tere sang bharu Chaahe jo ho raasta use tere sang chalu Dil ibaadat kar raha hai, dhadakane meri sun Tujhako main kar loon haasil lagi hai yahin dhun

Iss Jahaan Mein Tu Meri Khaatir Hai | Tum Mile Movie Audio Mp3 Songs | Mohit Chohan songs



Iss jahaan mein tu meri khaatir hai Lag raha hai abb kyun aise o ho Ek kamin hai teri hi jine mein, yeh khayaal aaya hai kaise Tu jo chale chalu tu jo ruke ruku, yeh ho raha hai kyun Yeh silsila bata huwa hai kaise Ho ho o ho.... Kar le mera yakin tu yeh sach hai, har khushi meri hai tujhase o ho Tu nahi toh paas mere kya hai, dur tu hona na mujhase Meri najar mein tu rehgujar mein tu Shaam-o-sehar mein tu, tujhe juda bhala karu toh kaise O o o o ho ho.... Ho sake toh yeh bata lag raha hai abb kyun aise Jo bhi abb tak hai jiya bewajah sa tha woh jaise De de dil najaraana ho o o... meri tu ban jaana ho ho o Dur tu na jaana ho o sun le meri yeh ilteja ho o Abb tu mujhase juda gaya hai aise, sine se dhadkan ho jaise o ho Ek kamin hai teri hi jine mein, yeh khayaal aaya hai kaise Tu jo chale chalu, tu jo ruke ruku, yeh ho raha hai kyun Yeh silsila bata huwa hai kaise Ho ho o ho....

O Meri Jaan | Tum Mile Movie Audio Mp3 Songs | Kailash Kher Audio Mp3 Songs



(Hairaan hai hum huye kyun tum gairon se Kaisa hai ghum bolo na tum honto se) - (2) Na tum ho bewafa, na main bhi hoon Phir bhi hai hum juda main kya kahu Na jaane waqt ki marji hai kya, kyun hai mili yeh duriyaan O meri jaan, o meri jaan, o meri jaan, o meri jaan ha.... Tere bin jo din aaya kaante na woh kat paaya Kamin teri khal si jaati hai Tere bin ji shaam aayi badi dil ki tanhaayi Meri aankhein bhar si jaati hai Kuchh tum mujhase khafa, kuchh main bhi hoon Hai kya isaki wajah main kya kahoon Na jaane waqt ki marji hai kya, kyun hai mili yeh duriyaan O meri jaan, o meri jaan, o meri jaan, o meri jaan ha.... Tujhe dil se tha chaaha tu hi toh na mil paaya Khushi mujhako chhal si jaati hai Mera tu tha sarmaaya tujhe paake na paaya Yahin baatein chubh si jaati hai Tanaha teri tarah haan main bhi hoon Dono hai ghumjaga main kya kahon Na jaane waqt ki marji hai kya, kyun hai mili yeh duriyaan O meri jaan, o meri jaan, o meri jaan, o meri jaan ha....

Tu Hi Haqeeqat Khaab Tu | Tum Mile Movie Audio Mp3 songs | Javaed Ali Audio Mp3 Songs



Tu hi haqeeqat khaab tu, dariya tu hi pyaas tu Tu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukun Jaau main abb jab jis jagah paau main tujhako uss jagah Saath hoke na ho tu hai rubaru rubau Tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (2) Aa tujhe inn baahon mein bhar ke aur bhi kar loon main kareeb Tu juda ho toh age hain aata jaata har pal ajij Iss jahaan mein hai aur na hoga mujhasa koi khushnaseeb Tune mujhako dil diya hai main hoon tere sabase kareeb Main hi toh tee dil mein hoon, main hi saanson mein basu Tere dil ki dhadkano mein main hi hoon, main hi hoon Tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (2) Kab bhala abb yeh waqt gujare kuchh pata chalata hi nahi Jabase mujhako tu mila hai hosh kuchh bhi apana nahi Uff yeh teri palakein ghani si, chhanv inaki hai dilnashi Abb kise darr dhup ka hai kyun ki hai yeh mujhape bichhi Tere bina na saans loon tere bina na main jiu Tere bina na ek pal bhi reh saku, reh saku Tu hi haqeeqat khaab tu, dariya tu hi pyaas tu Tu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukun Tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (4)

Tum Mile Toh Jaadu Chha Gaya | Tum Mile Movie Audio Mp3 Songs | Neeraj Sridhar Audio Mp3 Songs



Come around, its time to ?? come around Come around, come around, its time to ?? come around Come around, come around Khaabon bina nigaahein meri ji rahi thi Koyi nahi tha yeh akeli meri thi jindagi Khaamosh tha honto pe baatein nahi thi Koyi nahi tha yeh akeli meri thi jindagi Tum mile toh mil gaya yeh jahaan, tum mile toh har pal hai naya Tum mile toh sabase hai faasala Tum mile toh jaadu chha gaya, tum mile toh jina aa gaya Tum mile toh main paaya hai khuda Come around, its time to ?? come around Come around, come around, its time to ?? come around Come around, come around Palakein munde chaahat meri so rahi thi Khushbu hawaao mein thi maine nahi mehsus ki Jaane kahaan bahaarein meri khil rahi thi Khushbu hawaao mein thi maine nahi mehsus ki Tum mile toh mehaki baarishein, tum mile toh jaagi khaaishein Tum mile toh rangon ka hai silsila Tum mile toh jaadu chha gaya, tum mile toh jina aa gaya Tum mile toh main paaya hai khuda Tune duwaayein suni, dil ki sadaaye suni Tujhase main maangu aur kya Tujh bin adhura hoon main tere sang pura hoon main Karata hoon tera shukriya Kaise kahoon kaise kahoon Kaise kahoon lamahe mujhe chhu rahe hain Aisa laga hai ianamein tera hi toh ehsaas hai Kaise kahoon dil mein nayi aahatein hain Aisa laga hai inamein tera hi toh ehsaas hai Tum mile toh mera dila gaya, tum mile toh sab kuchh mil gaya Tum mile toh logo se kya waatsaan Tum mile toh jaadu chha gaya, tum mile toh jina aa gaya Tum mile toh main paaya hai khuda Come around, its time to ?? come around Come around, come around, its time to ?? come around Come around, come around

Tujhe Sochta Hoon | Jannat 2 Audio Mp3 Songs | KK Audio Mp3 Song



Tujhe sochta hoon main shaam oh subah Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya Tere hi khayalon mein duba raha Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya Bas saare gham mein jaana sang hoon tere Har ek mausam me jaana sang hoon tere Ab itne imtehaan naa le mere Sang hoon tere - 3 Meri dhadkano mein hi teri sadaa Iss kadar tu meri rooh mein bas gaya Teri yaadon se kab raha main judaa Waqt se puch le waqt mera gawaah Bas saare gham mein jaana sang hoon tere Har ek mausam me jaana sang hoon tere Ab itne imtehaan bhi naa le mere Sang hoon tere - 3 Tu mera thikaana mera aashiyana Dhale shaam jab bhi mere paas aana Hai baahon mein rehna kahin ab naa jaana Hoon mehfuz inn mein boora hai zamana Bas saare gham mein jaana sang hoon tere Har ek mausam me jaana sang hoon tere Ab itne imtehaa bhi naa le mere Sang hoon tere - 3

Jannatein Kahan | Jannat 2 Audio Mp3 Songs | Kailash Kher Audio Mp3 Songs



C mon shake shake shake it shake it mommy - 3 I say bring on Zara sa zara sa wo o o lage tu khafa sa wo o o Zara sa zara sa wo o o gila bewajah sa wo o o Tere hi liye tujhse hoon judaa Jannatein kahan been huye fanaa Zara sa zara sa wo o o mujhe hai gumaan sa wo o o Zara sa zara sa wo o o abhi hai nasha sa wo o o Tere hi liye hoon tujhse hoon judaa Jannatein kahan been huye fanaa Yeah yeah i m just gonna gonna I want know what the girl put It s me and you against this world You re the only love that i breath breath breath You re the only drug that i need need need Nothing ever gonna come in between us Even though i m from mars and baby you are from venus Haan ek dhuaan sa dikhta hai Jo bhi likhun main mitt ta hai Do pal me hi woh batein woh raatein woh yaadein kisi ki Chhot ti hi jaa rahi hai Toot ti hi jaa rahi hai woh har kadi Inn saanson ko aahon ko Mere gunaaho ki mil rahi hai koi saza Jannatein kahan been hue fanaa