Saturday, 16 July 2016

Tujhe Sochta Hoon | Jannat 2 Audio Mp3 Songs | KK Audio Mp3 Song



Tujhe sochta hoon main shaam oh subah Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya Tere hi khayalon mein duba raha Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya Bas saare gham mein jaana sang hoon tere Har ek mausam me jaana sang hoon tere Ab itne imtehaan naa le mere Sang hoon tere - 3 Meri dhadkano mein hi teri sadaa Iss kadar tu meri rooh mein bas gaya Teri yaadon se kab raha main judaa Waqt se puch le waqt mera gawaah Bas saare gham mein jaana sang hoon tere Har ek mausam me jaana sang hoon tere Ab itne imtehaan bhi naa le mere Sang hoon tere - 3 Tu mera thikaana mera aashiyana Dhale shaam jab bhi mere paas aana Hai baahon mein rehna kahin ab naa jaana Hoon mehfuz inn mein boora hai zamana Bas saare gham mein jaana sang hoon tere Har ek mausam me jaana sang hoon tere Ab itne imtehaa bhi naa le mere Sang hoon tere - 3

Jannatein Kahan | Jannat 2 Audio Mp3 Songs | Kailash Kher Audio Mp3 Songs



C mon shake shake shake it shake it mommy - 3 I say bring on Zara sa zara sa wo o o lage tu khafa sa wo o o Zara sa zara sa wo o o gila bewajah sa wo o o Tere hi liye tujhse hoon judaa Jannatein kahan been huye fanaa Zara sa zara sa wo o o mujhe hai gumaan sa wo o o Zara sa zara sa wo o o abhi hai nasha sa wo o o Tere hi liye hoon tujhse hoon judaa Jannatein kahan been huye fanaa Yeah yeah i m just gonna gonna I want know what the girl put It s me and you against this world You re the only love that i breath breath breath You re the only drug that i need need need Nothing ever gonna come in between us Even though i m from mars and baby you are from venus Haan ek dhuaan sa dikhta hai Jo bhi likhun main mitt ta hai Do pal me hi woh batein woh raatein woh yaadein kisi ki Chhot ti hi jaa rahi hai Toot ti hi jaa rahi hai woh har kadi Inn saanson ko aahon ko Mere gunaaho ki mil rahi hai koi saza Jannatein kahan been hue fanaa

Rab Ka Shukrana | Jannat 2 Audio Mp3 Songs | Mohit Chohan Song



Tu hai ab jo baahon mein qarar hai rab ka shukrana Saanson mein hai nasha khumar hai rab ka shukrana Tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana Mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana Rab ka shukrana (Tu mila toh sab mila ab kisi se kya gila Tujhme simtu aa main bikhru teri baahon mein) - 2 Fanaa ho jaaun main Tu hi ab duniya meri jahaan hai rab ka shukrana Khwabon ki khayalon ki udaan hai rab ka shukrana Tu hi ab mera din hai imaan hai rab ka shukrana Mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana (Sab se ho jaaun pare jo ishaara too kare Ab toh rehna hai tujhi mein gumshuda hoon main) - 2 Ho teri baahon mein Jazbon ka toh naya bayaan hai rab ka shukrana Naya rutba nayi shaan hai rab ka shukrana Tu hi ab mera din hai imaan hai rab ka shukrana Mera kalma hai tu azaan hai tu rab ka shukrana Rab ka shukrana

Tera Deedar Hoa | Jannat 2 Mp3 Audio Songs | Rahat Fateh Ali Khan



(Yun tera muskurana aur aake chale jaana - 2 Kismat ka hai khul jaana Tera deedar hua pehla sa pyaar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh inkaar hua naa hi iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko) - 2 (Tujhse mila toh jaagi duaayein Aur nazar ne sajda kiya Jannat zameen pe aayi utar ke Khushiyon ne jaise chun sa liya) - 2 Har manjar dilnasheen hai aha Tu hi tu har kahin hai aha Oh teri yeh rajaayein toh hai saari qatilana Tera deedar hua pehla sa pyaar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh inkaar hua naa hi iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko Tere bina main tanha tha har pal Honthon pe har dum thi tishnagi Maqsad nahi tha sapne nahi thay Thi zindagi mein aawargi Tu mera rehnuma hai aha Manjil hai raasta hai aha O mere liye tu toh jaise rab ka hai nazrana Tera deedar hua pehla sa pyaar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh inkaar hua naa hi iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko Yun tera muskurana aur aake chale jaana - 2 Kismat ka hai khul jaana Tera deedar hua pehla sa pyaar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh inkaar hua naa hi iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko

Sang Hoon Tere | Jannat 2 Movie Audio Mp3 Songs | Nikhil Dsouza Audio Mp3 Songs



Tujhe sochta hoon main shaam o subah Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya Tere hi khyalon mein duba raha Iss se zyada tujhe aur chahun toh kya Bas saare gham mein jaana sang hoon tere Har ek mausam main jaana sang hoon tere Ab itne imtehaan bhi naa le mere I told you i love you and its been a while Made it for all the time Sometimes did you know did you know i get so busy Its been a while Tu mera thikaana mera aashiyana Dhale shaam jab bhi mere paas aa na Hai baahon mein rehna kabhi ab naa jaana Hoon mehfooz inn mein bura hai zamana Bas saaye gham mein jaana sang hoon tere Har ek mausam me jaana sang hoon tere Ab itne imtehaan bhi naa le mere

Tu Hi Mera | Shafqat Amanat Ali Audio Mp3 Songs | Jannat 2 Audio Mp3 Songs

Ho tere ishq mein duba rahe Din-raat yunhi sada Mere khwaab se aankhein teri naa hoye jooda Mera naam tu haathon pe apne likhe baar haan Aye kaash ke aisa bhi din laaye woh khuda Tu hi mera mera mera - 8 Tu hi mera aa aa - 2 Tu hi mera mera mera - 2 (Hai teri chahat meri zarurat Suni hai tujh bin duniya meri Naa reh sakunga main door innse Hai meri jannat galiya teri) - 2 Ummid ye sine mein leke main hu jee raha Kabhi tu mile kahe mujhse ke main hoon tera Tu hi mera mera mera - 8 Tu hai kismat tu hi hai rehmat Tujhse hi judi hai meri har khushi Tu hi mohabbat tu hai raahat Lagti bhali hai teri saadgi Paata hoon khood ko tere bina tanha Mujhe thaam le mujhe rok le Bhatka hoon main bhatka Tu hi mera mera mera - 8 Tu hi mera aa aa - 2 Tu hi mera mera mera - 8

Tuk Tuk | Sultan Movie Songs 2016 | Nooran Sisters & Vishal Dadlani



Doori dard milan hai masti Duniya muzhko dekh ke hasti Ishq mera badnaam ho gaya Karke teri husn parasti Koi jogi koi kalander Rehta hai apne main Koi bhula hua sikander Rehta hai apne main...-2 Ho..sajke dikhayegi Ho..hans ke bulayegi Ho..rajj ke nachayegi Tuk tuk tuk karti chalti Thaari maari zindagi Re bola re bola dhola dhol dhadak dhin Dhadak dhin..shadak dhin.. Re tuk tuk tuk tuk karti chalti Meethi thari zindagi Re bola re bola dhola dhol dhadak dhin Dhadak dhin..shadak dhin. Apni marzi se banti bighadti..banti bighadti Dhuaan nahi aag nahi phir bhi hai jalti Oye hoye..oye hoy..oye hoy...-2 Its a take down You goona hit the ground hard But life gets you hard and dhobi pacchad What lovin fightin aint far apart You can love the fight but You cant fight your heart Apni marzi se banti bighadti..banti bighadti Dhuaan nahi aag nahi phir bhi hai jalti Oye hoye..oye hoy..oye hoy... O taare jaisi chal chal hai Resham hai ya malmal hai Ya phir gehri daldal hai Zindagi ya ra ra ra... Dil samjhe nahi patandar Rehta hai apne main Bas banta phire dhurandar Rehta hai apne main..-2 Ho.. Ho..sajke dikhayegi Ho..hans ke bulayegi Ho..rajj ke nachayegi Tuk tuk tuk karti chalti Thaari maari zindagi Re bola re bola dhola dhol dhadak dhin Dhadak dhin..shadak dhin.. Re tuk tuk tuk tuk karti chalti Meethi thari zindagi Re bola re bola dhola dhol dhadak dhin Dhadak dhin..shadak dhin...-2