Showing posts with label Mohit Chauhan Audio Mp3 Songs. Show all posts
Showing posts with label Mohit Chauhan Audio Mp3 Songs. Show all posts

Saturday, 16 July 2016

Iss Jahaan Mein Tu Meri Khaatir Hai | Tum Mile Movie Audio Mp3 Songs | Mohit Chohan songs



Iss jahaan mein tu meri khaatir hai Lag raha hai abb kyun aise o ho Ek kamin hai teri hi jine mein, yeh khayaal aaya hai kaise Tu jo chale chalu tu jo ruke ruku, yeh ho raha hai kyun Yeh silsila bata huwa hai kaise Ho ho o ho.... Kar le mera yakin tu yeh sach hai, har khushi meri hai tujhase o ho Tu nahi toh paas mere kya hai, dur tu hona na mujhase Meri najar mein tu rehgujar mein tu Shaam-o-sehar mein tu, tujhe juda bhala karu toh kaise O o o o ho ho.... Ho sake toh yeh bata lag raha hai abb kyun aise Jo bhi abb tak hai jiya bewajah sa tha woh jaise De de dil najaraana ho o o... meri tu ban jaana ho ho o Dur tu na jaana ho o sun le meri yeh ilteja ho o Abb tu mujhase juda gaya hai aise, sine se dhadkan ho jaise o ho Ek kamin hai teri hi jine mein, yeh khayaal aaya hai kaise Tu jo chale chalu, tu jo ruke ruku, yeh ho raha hai kyun Yeh silsila bata huwa hai kaise Ho ho o ho....

Rab Ka Shukrana | Jannat 2 Audio Mp3 Songs | Mohit Chohan Song



Tu hai ab jo baahon mein qarar hai rab ka shukrana Saanson mein hai nasha khumar hai rab ka shukrana Tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana Mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana Rab ka shukrana (Tu mila toh sab mila ab kisi se kya gila Tujhme simtu aa main bikhru teri baahon mein) - 2 Fanaa ho jaaun main Tu hi ab duniya meri jahaan hai rab ka shukrana Khwabon ki khayalon ki udaan hai rab ka shukrana Tu hi ab mera din hai imaan hai rab ka shukrana Mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana (Sab se ho jaaun pare jo ishaara too kare Ab toh rehna hai tujhi mein gumshuda hoon main) - 2 Ho teri baahon mein Jazbon ka toh naya bayaan hai rab ka shukrana Naya rutba nayi shaan hai rab ka shukrana Tu hi ab mera din hai imaan hai rab ka shukrana Mera kalma hai tu azaan hai tu rab ka shukrana Rab ka shukrana

Sachi Muchi | Sultan Movie Songs 2016 | Mohit Chauhan Audio Mp3 Songs



Main gapp na koi maru Na baat bolunga kachi Do teen saal se muzhko Tu lagi lagne aschi..ohh huu... Tu jann hai sachhi mucchi.. Main gapp na koi maru Jo baat bolungi sachi Main nakhrili si chori Hoon saath hi tere aschi ohh.. Tu jann hai sachhi mucchi.. Ohhh...baat ansuni hai Pyar se buni hai Aaj doguni hai aarzu Ye khwaab hain chahatein Ye mere dil ki aawazain Jaanti hai tu Tere kehne se li maine parvazein..-2 Main gapp na koi maru Jo baat bolungi sachi Main nakhrili si chori Hoon saath hi tere aschi ohh.. Tu jann hai sachhi mucchi.. Leja wahan tera ho jahan pe jahan Maine ye de di hai zuban Chalta jaaunga.. Subah ko main laaunga hathon pe hasi Shaamon ko baaton main teri dhalta jaaunga Main rajj ke chahun tuzhko Le rajj ke main nachi Le chhad akkal ki baatein Phir aaj hoagayi bacchi ohh.. Tu jann hai sachhi mucchi.. Ohh baat ansuni hai Pyar se buni hai Aaj doguni hai aarzu Ye khwaab hain chahatein Ye mere dil ki aawazain Jaanti hai tu Tere kehne se li maine parvazein..-2